Facebook friends ke post par auto comment kaise kare
Friends ke post pr auto comment Kaise kre Aap sbhi log yahi janna chahte hoge na aap log kbhi dekhe hoge ki aap apni post daale aur koi aapko 1 second me hi comment kr diya aur wo bhi style me. Maine sahi kaha na aap sochte reh gye hoge ki wo itna jaldi mere post pr comment kaise kr diya. Toh mai aapko batata hu wo apni I'd pr auto bot comment active kiya hai. Toh aap bhi chahte hoge apne sbhi friends ke post pr auto comment krna wo bhi sabse pehle. Toh hm aapko sikhayenge kaise kre auto comment.
Friends ke post par automatic comment kaise kare
Auto comment krne ke kya kya fayde hai wo bhi hm aapko btaynge, jara sochiye ki aap apne friends ke post pr sabse phle like aur comment krte hai. Toh aapka value kitna badhega aur aap apne sbhi friends ke post pr sabse phle auto comment krenge toh aapko kitna Sara likes aur comment milega. Hmne sahi kaha na, to aap bhi apne friends ke post pr auto comment krna chahte hoge Toh chliye hum aapko btate hai ki friends ke post pr auto comment kaise kre
Step 1.
Sabse phle apni facebook login kre ab setting&privacy me jaye aur privacy pe click kre aur sab kuchh public kr de, ab phir setting&privacy me jaye aur ab public post pr click kre aur sb kuchh public kr de
Step 2.
Ab aap botboss.top pr jaye
Ab aap photo me dekh kr follow steps follow kre
Ab aap allow app pr click kre aap Jo red arrow dekh rhe hai wo hi allow app hai USS pe click kre
Step 3.
Allow app pr click krne ke badd continue pe click krna hai 2-3 page tak click krte rehna hai aur jaha bhi privacy me friends likha ho wha public kr dena hai
Ab waps menu pr aa jaye
Step 4.
Ab aapko photo me jaha bhi Get token dikh rha ho wha click krna hai
Step 5.
Ab aapko jaha nhi underlining dikh rahi hai uss pe click krke puri token ko copy krni hai
Step 6.
Kuchh iss tarah se copy kre
Ab wapas menu me aaye
Step 7.
Ab aapko jaha arrow dikh rahi hai uss box me token ko paste krna hai
Step 8.
Token paste krne ke badd ab aapko submit pe click krna hai
Step 9.
Ab aapke samne aisa page khulega bs aapko uspe click krna hai ab ho gya aapka auto comment active
Ab aap apne friends ke post me dekh sakte ho ki auto comment hua ki nhi toh dosto kaisi lagi hmari trick ab aap apne sbhi friends ke post pr auto comment kr skte ho . 24 ghanta me auto comkent band ho jayegi pr ghabraiye mt phir se site ko open krna hai aur get token pe click krna hai aur token ko box me paste krna hai bs simple toh hai, Ek aur baat agar aap facebook logout kroge toh auto comment band ho jayega toh kaisi lgi hmari trick friends ke post pr auto comment kaise kre
Agar aapko koi problem ho to hmse puchh sakte hai niche comment box me comment krke aur hmari post ko share jarur kre dhanyabaad