Reliance jio 4g sim ki internet speed kaise badhaye 100% working tricks

XmarTy fans
0

Reliance jio 4g sim ki internet speed kaise badhaye

जियो सिम toh har koi ko mil chuki hai pr Reliance jio sim की internet speed bahut slow hai kaise internet speed bdhaye. bahut log abhi bhi yahi baat soch rahe hai pr koi bhi unhe sahi tarika nahi batata sbhi log jio ki internet speed se preshan hai aur kisi ki toh calling bhi thik se nahi ho pati hai

reliance jio 4g sim ki internet speed kaise badhaye


mukesh ambani ne jio preview offer me 20 se 30 Mbps internet speed dene ka wada kiya tha pr yh abhi bhi bahut user's ko 20 kbps se lekar 3.5 Mbps mil raha hai sayad aapko bhi yahi speed mil rahi hogi toh ghabraiye nahi mai aapko batane wala hu reliance jio sim ki internet speed kaise badhaye aur 40-50 Mbps kaise boost kare

jio sim ki internet speed kaise badhaye Hindi me 5 tips

TIPS 1.

sabse pahle aap apne mobile ki setting me jaye ab aap mobile networks ki setting me jaye ab aap dekhenge ki kahi access point setting likha hoga use open kare ab aap new APN pr click kare aur open kare ab Maine jaise niche bataya hai use usme set kare

° name - xmartyfans

° APN - jionet

° APN type - default

° proxy - not set

° port    - not set

° username - not set

° password - not set

° server - WWW.Google.com

° MMSC - not set

° MMS proxy - not set

° MMS port - not set

° MCC - 405

° MNC 857 or 863 or 874

° authentication type - not set

° APN protocol - iPv4/iPv6

TIPS 2
Rooted mobile tricks 

° agar aapke paas root phone hai to aap " 4G " download karke install karle

° install karne ke baad open kare

° isme network speed select kare

° yaha aapko 12/28/7 select karna hai

° ab aapko aply pe click karna hai

° ab aapka jio speed bdh gayi hogi

TIPS 3
use VPN apk

° Google play store pr jaye

° snap VPN search kare

° install karke open kare

° open karne ke baad isme aapko country list and signal strength dikhai dega

° sabse jyada strength wali country ko select kare aur connect kare

° connect ho jane ke baad jio internet speed boost ho jayegi

TIPS 4
change LTE band

agar aapka mobile quallcomn, meadiatek chipset supported hai toh aap ye tips use kar sakte hai. band 40 aapko jyada speed degi , band 3 or 4 coverage deta hai , band 40 me aapko 50 mbps speed milti hai . aap khud LTE change kar sakte hai. ye sabhi options aapko mediatek processor me mil jayegi. ise change karne par jio speed badh jayegi.

TIPS 5
server name change

server name bhi internet speed badhane me help aa jati hai
ye tips aapko 1st step me bhi bata diya gaya hai

° apne APN setting me jaye 

° ab server pr jaye

° isme yaha aapko WWW.Google.com type karni hai

° ab setting ko save karde

° internet connect Kare aur speed check Kare

° jio ki internet speed boost ho gayi hogi


yaha aapko ye 5 tips internet speed increase karne ke liye kiya gya hai 
aap ye tricks ( idea, uninor, airtel , aircel, Vodafone ,reliance bsnl etc...) ke liye bhi use kar sakte hai
in sabhi tricks me se ek ek karke sabhi ko try kare jisse bhi internet speed badh jaye wo try kare
reliance jio sim ki internet speed aapke ghar ke aas paas ke tower pr bhi depend karta hai
kaisi lagi hamari tricks comment karke jarur bataye
reliance jio 4g sim ki internet speed kaise badhaye jankari Hindi me




Tags:

Post a Comment

0Comments

Please Select Embedded Mode To show the Comment System.*