Personal Facebook bot site Kaise bnaye
Hello...
Dosto...
Aaj Hum Facebook Ke Liye free personal auto bot comment site Banana Sekhayenge..
Auto Bot Ek Aisa System Hai .Jo Aapki ID Se Automatic Apki friends Ki Post Par Likes Aur Comments Karega..
Aur Ager Aap Online na Bhi Honge. Tab Bhi Chalega Automatic. Dosto sochiye agar aap apne sv friends ke post pr like and comment krenge To aapko kitna likes and comment milega. Facebook ke Ek reaserch se pta chla hai. Ki agar aap kisi ke Facebook post pr Like aur comment nhi krte ho toh aapka friend list me 5000 friends hi kyun na ho aapko 50 likes Ke liye v tarasna pr jayega.
Agar aapke paas 1000 friends hi hai aur aap 200-300 friend ko like comment krte ho toh jarur apko 200 likes mil jaate hoge. Jara aap sochiye ki aapke paas 5000 friends h aur aap in sv ke post pr comment krte ho To aapko kitna likes and comment milega.
To chaliye hm aapko sikhate h ki hm Kaise Facebook bot site bnaye.
Aur personal bot site Banane Par Aap Apna Naam Likh Sakte Hai.
To Aayeye.Seekhte Hai.
Facebook Par auto personal bot Kaise bnaye believing Step By Step Ke Sath Janiye.
Step 1.
Sub Se Pehle Hume
www.2freehosting.com
Pe account bnani hai
Jo aap screenshot se follow kr skte h
1●Apna Poora Naam Likhe.
2●Apna Email Type Kare.
3●Dono Boxes Mein Kam Se Kam 6 Words Ka Koi Password Type Kare.
4●Captcha Fill Kar Ke Sign Up Pe Click Kare.
Step 2.
Jaise He Aap Sign Up Pe Click Karoge Apke Email Pe Confirmation Msg Aaya Hoga. Jaha Se Apna 2FreeHosting Ka Account Confrm Kare.
Aur Uske Bad
⇨ Free Hosting Plan
Par Click Kare.
Step 3.
Ab Apne bot site Banani Hai Jo Aap Neeche ScreenShot Ko Follow Kar Ke Bana Sakte Hai.
Step 4.
Create Pe Click Karne Ke Baad Apki site To Ban Jayegi.
Lekin Abhi Tak Wo inactive Hai.
Jaisa keh Aap ScreenShot Mein Dekh Sakte Hai.
Step 5.
Ab Isko Active Karne Ke Leye Page Refresh Kare.
Aur Jab Page Refresh Ho Jayega To Apki Site Active Ho Jayegi Aur Phir Switch Pe Click Kare..
Step 6.
Ab Files Wali Tab Mein File Manager Ko Select Kare.
Step 7.
Ab File Manger Ko Install Karne Ke Leye install Par Click Kare. Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai.
ke Pehli 3 Ya 4 Dafa File Manger install Nahi Hota ,
To Aap Bar Bar Click Karte Rahe 4 Se 5 Bar Try Karne Par install Ho Jayega..
Step 8.
Jab File Manger install Ho Jayega To Automatic Open Ho Jayega.
Waha Pe Default Wali File Hogi. Us Pe Right Click Kar Ke Pehle usko Delete Kare.
Aur Phir Upload Wale Button ko Press KAre.
Step 9.
Ab Aap Ne Script Download Karni Hai.
Jis Ko Download Karne Ke Leye Yaha Click Kare..
⇩
Facebook bot script
Script Download Kar Ke Usko Extract Kar Lein.
Extract krne ke liye play store se Ek application download krni hogi
RAR isko play store se download kre
Ab RAR ko open kre aur Jo Facebook script download thi
Use RAR me open kre
Aur thodi us file pr click kre
Uske baad kuchh option aaygi
Extract pr click kr use extract kr le.
Aur Us Mein 2 Files Hogi.
Aik Ka Naam
⇨ index.php
Aur Dosri Ka
⇨ beranda.php
In Dono Files Ko Upload Karna hai.
Jaise keh Maine Step8 Mein Bataya hai.
Step 10.
Jab Dono Files Upload Ho Jaye. To Beranda Wali file Pe Right Click Kar ke
Edit Par Click Kare.
Step 11.
Ab is file Mein Wo Comment likhe Jo Aap Facebook Pe Dikhana Chahte Hein.
Step 12.
File Edit Karne Ke Baad Save kar Dein To Hamari site Ready Ho Jayegi Jo Step3 Mein Hum Ne Banai Thi.
Ab is Pe Cronjobs Select Karni Hein,
To Cronjobs ke Leye Pehle Cron-job.org Site Pe Account Banaye.
Aur Phir Sign in Kar Ke Cronjobs Pe Click Kar Ke Create Cronjob ko Press Kare.
Step 13.
Ab ScreenShot Ko Dekh Ke Step follow Kare.
1●Title Mein Kuch Bhi Likh Dein.
2●Url Mein Wo Site Likhe Jo Step3 Mein Humne Banai Thi. Aur Uske Aage /beranda.php likhe .
Kuch Is Tarah..
⇩
http://Yoursite.3eeweb.com/beranda.php
3●Minutes Wali Box mein 15 ki Jaga 1 Select Kare.
4●Save Response ko Tick Kare.
5●Finally Create Cronjob pe Click Karne Se Apki Site Ka Cronjob Ban Jayega..
Step 14.
Ab Is Link Se Facebook Ka Token Haasil Karo.
⇩
Yha click kre...
Ab Apni Site Open Kare. Aur Box Me Wo Token Past Kare..Aur Save Kare.
Step 15.
Iske Baad Beranda.php Pe Click Kar Dein.
Apka bot Active Ho Jayega.
Step 16.
Ab Aap Apne Facebook Account ki Activities Logs Me Jao..Aur Dekho..
Umeed Hai Aap Logo Ko Samjh Aya Hoga.. Personal Facebook bot site kaise bnaye ,Ye Trick Apko Kahi Bhi Nahe Mela Hoga..Enjoy Karo..
To dosto.... Kaisi lgi hmari trick
Comment jarur kre
Aap hmari site pr aate rhe qki yaaha aane wale kV nirash hoker nhi lautte...
Aap ko koi help chahiye to jarur comment kre.
Niche aap apni email I'd daal kr is site jarur subscribe kre jisse hm apko new new tricks bhej ske.